संदेश

मार्च, 2021 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Shaban Ki 15vi Raat Me Ibaadat Karna

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Shaban Ki 15vi Raat Me Ibaadat Karna 🥀* Riwayat Hai Hazrat Ayesha Se Farmati Hai Ek Raat Rasoolallah ﷺ Ko Ghum Paya Dekha Ke Aap Jannat Ul Baki Me They To Apane Farmaya Kya Tum Is Se Khauf Karti Thi Ke Tum Par ALLAH Wa Rasool Julm Karege Maine Arz Ki Ya Rasoolallah ﷺ Mujhe Khayal Huwa Ke Aap Apni Kisi Aur Biwi Ke Pass Tashrif Le Gaye To Farmaya Ke ALLAH Ta'ala 15vi Shaban Ki Rat Asman E Dunia Ki Taraf Nuzul Farmata Hai To Qabila Banu Kalb Ki Bakriyon Ke Balo Se Zayda Ko Bakhsh Deta Hai (Tirmizi , Ibne Majah) Rajin Ne Yeh Bhi Zayda Bhi Kia Ke Jo Aag Ke Musthaq Ho Chuke Hai Tirmizi Farmate Ahi Ke Maine Muhammad Imaam Bukhari Ko Suna Ke Is Hadees Ko Zaif Kahte They  Sharah  Yani Ek Dafa Shaban Ki 15vi Tarikh Thi Huzur ﷺ Ki Bari Mere Makan Par Thi, Aur Aap Mere Han Tashrif Farma They Main Rat Ko Uthhi To Aapka Bistar Khali Paya Aapko Dundh Ne Madina Ke Gali Kucho Me Hata Ke Basti Ke Baahr Madina Ke Qabarstaan Me Aapko Zikr Wah Dua Me Mashgul Paya. ...

Qabr Waalon Ko Salaam Karna Kaisa*

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 252 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇 Qabr Waalon Ko Salaam Karna Kaisa* *✍️ JAWAB-;* *📇 Hazrat Muhammad Bin Umar (Radi'Allahu Anhu) Kehte Hain Ke Rasool'Allah ﷺ Ne Apne Bete Hazrat Ibrahim (Radi'Allahu Anhu) Ki Qabr e Aqdas Par Pani Se Chid'kao Kiya Aur Sabse Pehle Unhi Ki Qabr e Mubarak Par Pani Se Chid'kao Hua Aur Huzoor ﷺ Ne Apne Haath Mubarak Se Unki Qabr Par Mitti Daali Aur Qabr Me Dafan Se Farigh Hokar Sirhane Ki Janib Khade Hokar Farmaya اَلسَلامُ عَلَيْكُم* *📚–(Wafa ul Wafa Ba Akhbari Darul Mustafa ﷺ, Vol 3 Page 269)* -------------------------------------------------------------------------------- *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*  *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ...

Saari Raat Ibadat Me Guzarne Ka Tariqa Kya Hai

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 251 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇 Saari Raat Ibadat Me Guzarne Ka Tariqa Kya Hai* *✍ JAWAB-;* *📇 Hazrate Uthman Bin Affan (Radi'Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool’Allah ﷺ Ne Farmaya Jo Shaksh Isha Ki Namaz Jamaat Se Ada Karega Wo Aisa Hai Jaise Ki Aadhi Raat Tak Ibadat Ki Aur Jo Shaksh Isha Aur Fajar Ki Namaz Jamaat Se Ada Karega To Wo Aisa Hai Jaise Ki Usne Sari Raat Ibadat Mein Guzari* *📚– (Jami` at-Tirmidhi Book of Salat Hadith 221)*   -------------------------------------------------------------------------------- *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*  *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Us...

Saal Bhar Ke Jadu Se Hifazat Ka Amal Kya Hai*

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 248 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇 Saal Bhar Ke Jadu Se Hifazat Ka Amal Kya Hai* *✍️ JAWAB-;* *📇 Saal Bhar Ke Jadu Se Hifazat Ka Amal Agar Koi 15Vi Shaban Ki Raat Ko 7 Patte Beri ke Paani Me Josh De Kar Gusal Kare To In Sha ALLAH Tamaam Saal Jadu Ke Asar Se Mehfuz Rahega* *📚 Islami Zindagi Safah 135* -------------------------------------------------------------------------------- *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*  *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari* *🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari* *🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque* ...

अगर माँ या बाप का इंतिक़ाल हो जाये तो उनकी लाश की क़दम बोसी कर सकते हैं या नहीं

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🌹ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ 🌹ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *🌹السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ* *🌹الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ* *🧮 पोस्ट 137▪️* *📝 सवाल-;* *📇 अगर माँ या बाप का इंतिक़ाल हो जाये तो उनकी लाश की क़दम बोसी कर सकते हैं या नहीं* *✍️ जवाब :-*  *बिलकुल कर सकते हैं खुद हुज़ूर सल्लल्लाहु तआला अलैहि वसल्लम ने हज़रते उसमान बिन मातून रज़ियल्लाहु तआला अन्हु की लाश मुबारक को बोसा दिया इस लिहाज़ से अगर औलाद अपने वालिदैन की क़बर की भी क़दम बोसी करेगा तो जायज़ होगा* *📚 जाअल हक़ जिल्द,1 सफह 351* ________________________ ________________________ *💉 अपनी औलादो में आला हजरत की मोहब्बत डाल दो वरना बड़े होकर अपने मां बाप की कब्र पर जाना भी 😝शिर्क समझेंगे।* *💓 हैं पुश्त-पनाह ग़ौषे आज़म​*  *क्युं डरते हो तुम रज़ा किसी से* *👏 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।* *▪ امیــــــن ▪* *🔛(((((...

Wo 5 Raatein Konsi Hai Jisme Dua Radd Nahi Hoti

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 245 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇 Wo 5 Raatein Konsi Hai Jisme Dua Radd Nahi Hoti* *✍ JAWAB-;* *📇 Hazrate Abdullah Ibn Umar (Radi'Allahu Anhu) Riwayat Karte Hai Ke Rasool'Allah ﷺ Ne Farmaya Ke 5 Raatein Aisi Hai Jinme Dua Radd Nahi Hoti Aur Wo Juma’a Ki Raat Rajab Ki Pehli Raat Shabaan Ki 15vi Raat Aur Eidain Ki Dono Raatein Hai* *📚 – (Musannaf Abdur Razzak Vol : 04, Pg : 317, Hadees: 7927)* -------------------------------------------------------------------------------- *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*  *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹Lakh Jalte R...

Kya Shaban Ke Mahine Se Log Gafil Hai

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 244 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇 Kya Shaban Ke Mahine Se Log Gafil Hai* *✍ JAWAB-;* *📇 Usamah Bin Zaid (Radi'Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Unhone Rasool'Allah ﷺ Se Daryaft Kiya Ki Ya Rasool’Allah ﷺ Main Aapko Shaban Ke Mahine Ke Alawa Kisi Aur Mahine Mein Is Tarah Se (Pabandi Ke Saath) Roze Rakhte Huye Nahi Dekhta Aap ﷺ Ne Farmaya Ye Mahina Wo Mahina Jiski Barkat Se Log Gafil Hain Aur Rajab Aur Ramzan Ke Mahine Ke Beech Mein Ye Wo Mahina Hai Jismein Aamal ALLAH Subhanahu Ke Paas Uthaye(Pesh Kiye) Jaate Hain Aur Meri Khwahish Hai Ki Mera Amal Us Waqt Pesh Ho Jis Waqt Mere Roza Ho* *📚–(Sunan Nasaii, Jild 2, 268-Hasan)* -------------------------------------------------------------------------------- *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNI...

Shab-e-Barat Ke Roze Ki Fazilat Kya Hai

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 250 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇 Shab-e-Barat Ke Roze Ki Fazilat Kya Hai* *✍️ JAWAB-;* *📇 Shab-E-Barat Ki Subha Ke Roze Se Mutalliq Rahmat-E-Alam Noor-E-Mujassam صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم Ne Irshad Farmaya*   *"من صام یوم الخامس عشر من شعبان لم تمسه النار"* *Jo Shabaan Ki 15 Tareekh Ko Roza Rakhega Ose Jahannam Ki Aag Na Chuyegi* *📚(نزھة المجالس عربى،١٥٦/١، مطبوعه دار الفكر، بيروت)* *👉 NOTE; Lekin Isme Khas 15Wi Shabaan Ko Roza Rakhne Ki Qaid Nahi Balke Pure Shabaan Me Kisi Bhi Din Roza Rakh Lene Se ALLAH Tabarak-O-Tala Roze Daar Ke Jism Ko Jahannam Ki Aag Se Mahfooz Rakhega In'Sha'Allah Rahman* -------------------------------------------------------------------------------- *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*...

13-14-15 Tarikh Ke Roze Rakhne Ki Fazilat Kya Hai*

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 249 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇 13-14-15 Tarikh Ke Roze Rakhne Ki Fazilat Kya Hai* *✍ JAWAB-:* *📇 Rasool'Allah ﷺ Ne Farmaya Ke Har Maah Mein Teen Roze Rakhna Hamesha Ke (Zindagi Bhar) Roze Rakhne Ke Barabar Hai Aur Chamkte Huve Ayaam Al Baid 13, 14, Aur 15 Hain* *📚 Sunan an-Nasa'i, Vol. 3, Book of Fasting, Hadith 2422* *👉 NOTE ; Inko Ayyam Al Baid Isliye Kahte Hain Kyunki In Raato Mein Chand Ki Roshni Ekdam Safed Aur Saaf Hoti Hai* -------------------------------------------------------------------------------- *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*  *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-M...

Kya Allha Taala Sha’abaan Ki 15 Vi Shab Ko Maghfirat Farmata Hai

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 247 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇 Kya Allha Taala Sha’abaan Ki 15 Vi Shab Ko Maghfirat Farmata Hai* *✍ JAWAB-;* *📇 Hazrate Ma’az Bin Jabal (Radi'Allahu Anhu) Riwayat Karte Hai Ke Rasool'Allah ﷺ Ne Farmaya Ke ALLAH Tala Sha’abaan Ki 15 Vi Shab Apni Makhlooq Ki Taraf Nazar E Rehmat Farmaakar Tamaam Makhlooq Ki Maghfirat Farmaa Deta Hai Siwaaye Mushrik Aur Kina Rakhne Waale Ki* *📚 – (Sahih ibn Hibban 12, Pg : 479, Hadees : 5665)* -------------------------------------------------------------------------------- *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*  *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farma...

Shab E Baraat Me Kinki Magfirat Nahi Hoti*

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 246 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇 Shab E Baraat Me Kinki Magfirat Nahi Hoti* *✍ JAWAB-;* *📇 1) Mushrik Jo Allah Taala Ke Saath Apne Butho Ki Parashtish Me Mullawis Hai* *2) Dil Me Bugz Kina Hasad Rakhne Waala* *3) Naa Haq Kisi Insaan Ka Katl Karne Waala*   *4) Sharabi* *5) Maa Baap Ka Nafarmaan* *6) Takubbar Me Kapda Latkana Waala* *7) Chugulkhor – Geebat Karne Waala* *8) Tasweer Banane Waala* *9) Badkaar – Badkaari Karne Waala*  *10) Kata’ye Talluk Karne Waala Yaani Woh Jo Rishtedaro Se Rishta Todne Waala* *11) Jadugar Wo Insaan Jo Kaala Jaadu Kare* *12) Haatho Ki Lakeer Dekh Kay Mustakbil Batane Ka Dawa Karne Waala* *👉 NOTE ; Upar Bayan Ye 12 Logo Ka Zikr Humne Mukhtalif Hadeeso Se Nikala Hai Jisko Ek Jagah Jama Ka...

SHAB E BARAAT SCAN PAGE 🌹POST 0⃣6⃣🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

1200 Saal Pehle Makkah Me Shab E Baraat

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 1200 Saal Pehle Makkah Me Shab E Baraat 🥀* *✏️ Hazrat Imam Abu Abdullah Makki Al Mutawaffah 250 Hijri Me Likhte Hain Ahle Makkah Ka Amal 15vi Shaban Ki Raat Aur Unka Mujaheda Us Raat Me Uski Fazeelat Ki Wajeh Se Hazrat Imam Makki Likhte Hain Aur Ahle Makkah Zamana-E-Maazi (Shuro Islam) Se Aaj Tak Jab Bhi 15vi Shabaan Ki Raat Hoti To Tamaam (Ahle Makkah Ke) Mard Aur Aurat Masjid Haram Jaate Phir Namaz Padhte Aur Taw’aaf Karte Aur Sari Raat Ibaadat Karte Subah Tak Tilawat Karte Masjid-e-Haram Mein Yahan Tak Ke Pura Quran Mukammal Karte Aur Namaz Padhte* *📚 Akhbaar e Makkah Vol 3 Page 84* *👉 NOTE ; Aur Aaj Yahudiyo Ke Dalal Ahle'khbbees Selfie Gair Muqallid Najdi Kehta Hai Ki Ye Sab India Pakistan Me Hota Hai Barelviyo Ne Nikala Hai Is Raat Ki Koi Fazilat Nahi Aur Is Raat Iba'dat Karna Agle Din Roza Rakhna Sab Bid'at Haram Hai Astagfirullah Aur Ye Baat To Ahle'khbbees Bhi Jante Hai Ki Allah Ta'ala Ki Iba'dat Se Rokne Wale Ko Duniy...

15vi Shaban (Shab'raat) Ki Fazilat Wahabi AhleHagees Najdi Ke Ghar Se

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 15vi Shaban (Shab'raat) Ki Fazilat Wahabi AhleHagees Najdi Ke Ghar Se 🥀* ✏️ Gair Muqallidon Ahle'hageeso Ka Allama Ubaidullah *Mubarakpuri* Mishkaat Ki Sharah Me 15v Shabaan Ke Fazilaat Ke Silsiley Se Warid Ahadees Ka Zikr Karne Ke Baad Likhta Hai *“Yeh Saari Hadeesein Shabaan Ki Darmiyaani Shab Ki Azmat Aur Uski Shaan-E-Jalaalat Par Dalaalat Karti Hai Aur Uspar Bhi Ke Yeh Raat DEGAR AUR RAATO’N KI TARHA NAHI Hai. Lehaaza Isse Ghaflat Baratna Munaasib Nahi, Bulke Ibaadat Aur Dua Aur Zikr Aur Fikr Ke Zariye Isme Jaagna MUSTAHAB Hai.”* *📚 Reference Book* *Miraat Sharah Mishkaat Jild: 4 Safa 341,342* 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴* *👇 Scan Page 👇*

Shab e Qadr Ki Fazilat By Hazrat Imam Shafai

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Shab e Qadr Ki Fazilat By Hazrat Imam Shafai 🥀* ✏️ Wahabre Ahle'hagees Saudi Najdi Kuttiya Chillati Hai Ki Shabaan Ki 15vi Shab Ki Koi Bhi Fazilat Nahi Hai Na Isme Dua Qubool Hoti Na Kisi Imam Ne Koi Fazilat Bayan Ki Hazrat Imam *Shafa’i* Al Mutawaffa *204* رحمۃ اللہ علیہ Farmaate Hain *Dua 5 Raato Me Qubool Hoti Hai.* 1st Juma Ki Raat. 2nd Eid Ul Azha Ki Raat. 3rd Eid ul Fitr Ki Raat. 4th Rajab Ki Pehli Raat. *5th 15vi Shabaan Ki Raat* 👉 Yani Pta Chala Ki Shabraat Ki Fazeelat Hai Isi Liye Tu Is Khaas Raat Dua Qubool Hoti Hai *📚 Reference Book* *Kitab ul-Umm Vol 2 Page 485 Hadees No 492* 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴* *👇 Scan Page 👇*

Shab'raat Manana Shariyat Me Jais Hai By Ahle'hagees

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Shab'raat Manana Shariyat Me Jais Hai By Ahle'hagees 🥀* ✏️ Wahabi Gair Muqallideen Ke Muhaqiq Ul-Asar Maulana *Abdul Qaadir Hasaari* Apne Kitaab Me 15vi Shaaban Ke Fazeelat Ke Muttaliq Behas Karte Huye Likhta Hain Shabaan Ki 15vi Raat Ki Fazilat Ke Mutalliq Muta’adid Ahadees Aayi Hain. In Sab Ka Majmua Is Baat Par Dalaalat Karta Hai Ke Uski Koi *Asal Hai* Aur Aghe Kehta Hai Ke *15vi Shabaan Ki Raat Ki Fazilat Qiyaam Karne Ke Liye Musallam (Saabit) Hai Mazeed Likhta Hain Ke Passh Yeh Maslah Saabit Hogaya Ke Shabaan Ki 15vi Shab Ko Qiyaam Karna Aur Din Ko Roza Rakhna Mashroo (Shariyat Se Saabit) Hai* *📚 Reference Book* *Fataawa Hasaariya Jild 5 Safah 118* 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴* *👇 Scan Page 👇*

15vi Shaban Ki Sari Riwayaat Sahih Aur Hasan Hai

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 15vi Shaban Ki Sari Riwayaat Sahih Aur Hasan Hai 🥀*  *✏️ Naam Nehaad Ahle Hadees ke bahut bade muhaqqiq muhaddis Allama obama naa jaane kya kya alqaab diye hue h inhe jise Albani sahab kahte hai Jinko Ahle Hadees jamat me bahut bade aalim muhaddis maana jaata hai muhaqqiq maana jaata hai Wo Khud 15vi shabaan ki saari rewayat jama karke tahkeek ki or fir likha Albani sahab Likhte Hai Jitni Bhi Hadees Riwayat 15vi Shaban Ke Talluk Se Aai Hai Aur Riwayat Ki Gai Hai Wo Sab Hadees Sahih Hai Aur Unke Raawi Bhi Sahih Hai* *📚 Hawala Note Al Book Silsilat Sahiha Vol 3 Page 138, 139* *👉 NOTE ; Lijiye ab aapke hi muhaqqiq sahab kah rahe hai ki 15 shabaan ki Sahih Hadees bhi marwi hai yaani sahih Hadees se bhi is raat ki fazeelat or is raat ibadat krna or dusre din roza rakha sabit hai Fir aaj is sahih Hadees se sabit Amal ko biddat or haram kahkr awaam ko gumrah karna sara sar khayanat hai islam se dushmani hai or khud gumrah or jahannami hone ki pahchaan h...

Shabraat 15vi Shabaan Ki Fazilat By Ibn e Tayymia

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Shabraat 15vi Shabaan Ki Fazilat By Ibn e Tayymia 🥀* ✏️ Wahabre Ahle'hagees Saudi Najdi Kutte Kehte Hai Ki Shabaan Ki 15vi Shab Ki Koi Fazilat Nahi Na Isme Kisi Ne Iba'dat Kiya Sare Wahabiyon Ahle'hageeso Saudi Najdiyo Ka Baap *Ibn Tayymia* Likhta Hai *Barhaal 15vi Shabaan (Shabraat) Ki Raat Uski Fazilat Hai Aur Salaf Saliheen Me Se Log Usme Namaaz Padha Karte Hai.* *📚 Reference Book* *Mustadrak Alaa Majmua Al-Fatawaa Ibn Taimiyyah Jild: 3 Safah 112* 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴* *👇 Scan Page 👇*

SHAB E BARAAT MUBARAK BAAD WAGAIRA POST 0⃣6⃣🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴                     *السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ*           *_👑 فیضان حضور تاج الشريعہ_*👑  *~_____________________________________~*           *🖊 اہل سنت و جماعت 🖊*   *14/08/1442 🌙 शाबान* ( *इस्लामी तारीख*) _______________________________ *मार्च* *इतवार*                                                                                                                                                                      ...
*छोटी सी गुजारिश*👏👏  *कब्रिस्तान जाने वाले सभी इस्लामी भाई इस बात का खास ख्याल रखें फूलों की थैलियों को और गुलाब जल की खाली बोतलों को वहीं फेंककर न आऐ*।  *वहां हम सब के बुजुर्ग दफ्न है, अहतराम करें, गंदगी न फैलाए बल्कि थेली को जेब में डाल कर बाहर फेंके*। *जब हम अपने दुनियावी घर को गन्दा नही रख सकते तो कब्रिस्तान तो हमेशा हमेशा तक के लिए हमारा घर है*। *अल्लाह त आला तौफीक दे*🌹🌹💯💯💯💯💯💯
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎ SHAB E BARA'AT Mubarak Aaj ki Mubarak Shab Me Apne liye Aur Nacheez ke liye zarur Dua kare'n Allah sab ke Jaan Maal ki Hifazat farmaye Gunaho'n Ko Maaf farmaye Hamare Waldain, Rishtedar, Ahbab ki Maghfirat farmaye Agar Ba hayat hain to unhe sehat wa zindaghi ata farmaye (Ameen)
*الله پاک ﷻ اپنے حبیب ﷺ کے صدقے اور شبِ برات کے صدقےآپ کے گھر کی جان ، مال ، ایمان ، اعمال ، عزت ، آبرو ، روزی ، كمائی ، رزق ، علم ، عمل ، گھر ، کاروبار ، دسترخوان ، اولاد ، زندگی ، خوشیوں ، عبادات ، تقوی ، اخلاص ، اخلاق ، سادگی ، عاجزی ، انکساری اور عمر میں برکتیں ، رحمتیں ، وسعتیں ، رفعتیں اور عروج و بلندیاں عطاء فرما ! آمین یا رب العالمین*
*जब भी अपनी गलती का अहसास हो तो उसी वक़्त माफ़ी मांग लिया करो क्युंकि जिंदगी हर बार शब ए बरात तक का मौका नहीं देती*❤️
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Shab-E-Baraat Mubarak 🥀* *✏️ शबे_बरात आने वाली है लोगों के माफ़ी नामे शुरू हो गए हैं अगर किसी से माफी मांगना चाहते हो तो उस के रुबरु जाकर माफी मागें स्टेटस और फेसबुक पर नखरे करने से कुछ नहीं होगा आप अपने दिल में खूब अच्छी तरह से जानते हैं हमको किस से माफी मांगनी है फालतू के ड्रामें बनाने से और स्टेटस स्टेटस खेलने से कुछ फायदा नहीं* *Sayyadi Sarkar A'ala Hazrat Alehi Raihmato Rizwan Ka Har Saal 14 Shaba'an Ul Muazzam Ko Baad Namaz E Asar Har Chote Badhe Afrad Se Muaafi Talab Farmaya Karte The Iss Liye Ye Faqeer Bhi Unke Iss Amal Ke Mutabik Tamam Aalam E Islam Se Muaafi Ka Talabgar Hai Lehaza ALLAH Azzawajal Ki Raza Ke Liye Aaj Tak Mujh Faqeer Se Jane Anjane Me Apki Koi Haq Talaf Ho Gayi Ho Ya Koi Baat Buri Lagi Ho To Mai Apse Muafi Ka Talabgar Hon Khudara Mujhe Is Ba Barkat Raat Se Pehle Muaaf Farmaye Mai Faqeer Group Admin Kai Bar Membars Ki Dil Aazari Kar Deta Hun Post Ki Wajha Se Kabhi Kisi Ko Dant Deta Hun Islah Ke Liye Agar Meri Wajha Se Kisi...

SHAB E BARAAT. MIX POST 0⃣7⃣🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

शब-ए-बरा'अत की रात मगरिब की नमाज़ के बाद पढ़ी जाने वाली 6 रकात नफिल नमाजों की फ़ज़ीलत

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 शब-ए-बरा'अत की रात मगरिब की नमाज़ के बाद पढ़ी जाने वाली 6 रकात नफिल नमाजों की फ़ज़ीलत 🥀* 1⃣-हदीस शरीफ_हज़रत ए सैय्यदना अम्मार बिन यासिरرضي الله تعالٰ عنه फरमाते हैं कि आक़ा करीमﷺ ने फरमाया जो शख्स मगरिब के बाद 6 रकात नमाज़ पढ़े उसके सारे गुनाह बख़्श दिए जाएंगे अगरचे समंदर के झाग के बराबर हो।(📚तिबरानी)  *2⃣-6 रकात नमाज़ का सवाब 12 साल की इबादत के बराबर* हदीस शरीफ_हज़रत अब हुरैराرضي الله تعالٰ عنه फरमाते हैं की जो शख्श मगरिब के बाद 6 रकात नमाज़ पढ़े और उसके बाद कोई बुरी बात न करे तो अल्लाह उस शख्श को 12 बरस की इबादत का सवाब अता फरमाता है। (📚तिरमिज़ी जिल्द 1 स.198 इब्ने माजा ) *3⃣-शब-ए-बरा'अत में रात भर जाग कर इबादत करने से जन्नत वाजिब हो जाती है* हज़रत मआज़ बिन जबलرضي الله تعالٰ عنه ईरशाद फरमाते हैं जो सख़्श 5 रातों मे शब बेदारी करे यानी रात भर इबादत करे उसके लिए जन्नत वाजिब हो जाती है(उन्ही में एक रात) शाबान की 15वी रात शब ए बरा'अत है। (📚अत्तरगीबो वत्तरहीब जि.2 स.98बहारे शरीअत हिस्सा 4 स.105 ) *4⃣-6 रकात नमाज़ किस तरह अदा की जाये* पहले 2 रकात नमाज़ दराज़ी उम्र की नि...

क़ज़ाए उम्री का त़रीक़ा*

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 🥀 *क़ज़ाए उम्री का त़रीक़ा* 🥀 *क़ज़ा हर रोज़ की 20 रक्अ़तें होती हैं,* 👉🏻2 *फ़र्ज़ फ़ज्र के* 👉🏻4 *फ़र्ज़ जो़हर के* 👉🏻4 *फ़र्ज़ अ़स्र के* 👉🏻3 *फ़र्ज़ मग़रिब के* 👉🏻4 *फ़र्ज़ इशा के* 👉🏻3 *वित्र इशा के*       *निय्यत इस त़रह़ करे* ➡जैसे- फ़ज्र की क़ज़ा हो तो यूं निय्यत करे:- "सबसे पहली फ़ज्र जो मुझसे क़ज़ा हुई उसको अदा करता हूं"! हर नमाज़ में इसी त़रह़ निय्यत कीजिए! और अगर निय्यत में लफ़्ज़ "क़ज़ा" कहना भूल गए तो कोई हरज नही, नमाज़ हो जाएगी! *ज़्यादा क़ज़ा हो तो उनके लिए आसानी*          *पहली आसानी* ➡अगर किसी पर ज़्यादा नमाज़े क़ज़ा हो और वो आसानी के लिए रुकूअ़ और सज्दे की तस्बीह़ तीन तीन बार पढ़ने के बजाए एक एक बार पढ़ेगा तो भी जाएज़ हैं!           *दुसरी आसानी* ➡फ़ज्र के अलावा दुसरी चारों फ़र्ज़ नमाज़ों की तीसरी और चौथी रक्अ़त में सूरए फ़ातिह़ा (अलह़म्द शरीफ़) की जगह सिर्फ़ तीन बार "सुब्ह़ान अल्लाह" कह कर रुकूअ़ में चला जाए, मगर वित्र की नमाज़ में ऐसा न करे!         ...

कब्रस्तान में हाज़री के आदाब

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 कब्रस्तान में हाज़री के आदाब 🥀*      *जो कब्रस्तान में दाखिल हो कर ये कहे* *अय अल्लाह ! अय गल जाने वाले जिस्मो और बोसीदा हड्डियों के रब ! जो दुन्या से ईमान की हालत में रुखसत हुए तू उन पर अपनी रहमत और मेरा सलाम पहोचा दे। तो हज़रत आदम अलैहिस्सलाम से ले कर इस वक़्त तक जितने मोमिन फौत हुए सब उस दुआ पढ़ने वाले के लिये दुआए मग्फिरत करेंगे।*      *हुज़ूर ﷺ का फरमाने शफ़ाअत निशान है* *जो शख्स कब्रस्तान में दाखिल हुवा फिर उस ने सूरतुल फातिहा, सूरतुल इखलास और सुरतुत्तकासुर पढ़ी फिर ये दुआ मांगी : या अल्लाह ! मेने जो कुछ कुरआन पढ़ा उसका षवाब इस कब्रस्तान के मोमिन मर्दों और मोमिन औरतो को पहोचा। तो वो तमाम मोमिन क़यामत के रोज़ उस इसाले षवाब करने वाले के सिफारिशी होंगे।* *📚शरहु स्सुदुर् स.311*      *Hadeese पाक में है : जो 11 बार सूरतुल इखलास पढ़ कर इसका षवाब मुर्दो को पहोचाए, तो मुर्दो की गिनती के बराबर उस इसाले षवाब करने वाले को षवाब मिलेगा।* *📚दुर्रे मुख्तार, जी.3 स.183*      *क़ब्र के ऊपर अगरबत्ती न जलाई जाए इस में बे अद...

SHAB-E-BARAT KA HALWA

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 SHAB-E-BARAT KA HALWA 🥀* *Ulma-E-Keraam Bayan Bayan Farmate Hain Ke* " كم من شئ كان أحاداثا و هو بدعة حسنة " Ke Bahut Saari Cheeze Haal Hi Me Aezad Hui Hoti Hain Magar Wo Bid'at Hasna Ki Zumre Me Aati Hain *📚 فتاوىٰ عالمگیری،٣٢٣/۵ زكريا بک ڈپو دیوبند* Ham Mauzuda Halwa Ko Bhi Isi Par Qayas Kar Sakte Hain Warna Madaris Khan'kaah Ki Aali Shaan Building Banana Masajid Ke Minare Buland Karna Aeroplane Aur Train Me Safar Karna Sab Na Jayez Tahrenge Kyuki Ye Tamam Cheeze Ahd-E-Risalat-O-Ahde Sahaba Me Mauzud Nahi Thi Aur Margoob-O-Pasandida Cheez Ka Sadqa Bhi Afzal Hai Irshad Rabbani Hai لَنۡ تَنَالُوا الۡبِرَّ حَتّٰی تُنۡفِقُوۡا مِمَّا تُحِبُّوۡنَ Tum Hargiz Bhalai Ko Na Pahuncho'nge Jab Tak Raah-E-Khuda Me Apni Pyari Chiz Na Kharch Karo *📚 3 : سورة آل عمران 92* *DAWAT-E-FIKR:-* Ae Aetraaz Karne Walo Tumhe Kya Hogaya Hai Ke Tum Is Paak Saaf Cheez Ko Nahi Khate Aur Khawa Ma Khawa Ose Na Jayez-O-Haram​ Kahte Ho Dekh Lo Quran Paak Hi Ka Irsha...

शाबान की 15वीं रात शबे बरात

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 शाबान की 15वीं रात शबे बरात 🥀* ✏️ मौला अली रज़ियल्लाहु तआला अन्हु से मरवी है कि हुज़ूर सल्लललाहु तआला अलैहि वसल्लम इरशाद फरमाते हैं कि "जब शाबान की 15वीं रात आये तो तुम लोग रात को इबादत करो और दिन को रोज़ा रखो,बेशक इस रात में खुदाये तआला आसमाने दुनिया पर तजल्ली फरमाता है और ऐलान करता है कि है कोई मगफिरत का तलबगार कि मैं उसे बख्श दूं है कोई रोज़ी मांगने वाला कि मैं उसे रोज़ी दूं है कोई बला व मुसीबत से छुटकारा मांगने वाला कि मैं उसे रिहाई दूं रात भर ये ऐलान होता रहता है यहां तक कि फज्र तुलु हो जाती है  *📚 इब्ने माजा,जिल्द 1,सफह 398* *📚 मिश्कात,सफह 115* *📚 अत्तरगीब,जिल्द 2,सफह 52* उम्मुल मोमेनीन सय्यदना आईशा सिद्दीक़ा रज़ियल्लाहु तआला अन्हा फरमाती हैं कि एक रात हुज़ूर सल्लललाहु तआला अलैहि वसल्लम मेरे पास से अचानक उठकर चले गए,जब मैंने उन्हें ना पाया तो उनकी तलाश में निकली तो आपको जन्नतुल बक़ी के कब्रिस्तान में पाया कि आपका सर मुबारक आसमान की तरफ था,जब हुज़ूर सल्लललाहु तआला अलैहि वसल्लम ने मुझे देखा तो फरमाया कि ऐ आईशा क्या तुझे ये गुमान था कि अल्लाह का रसूल तुम पर...

SHAB-E-BARAT KE MAMULAAT

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 SHAB-E-BARAT KE MAMULAAT 🥀* *👉Shab-E-Barat Me Ye Sab Nek Amal Karna Chahye:👇* 💐Shab-E-Barat Jo Kuch Bhi Mayassar Ho Ba Kasrat Sadqa-O-Khairat Kijye Taake Rozi Me Khair-O-Barkat Ho- 🌹Shab-E-Barat​ Me Apne Ahlo Ayaal Aur Azeez-O-Aqarib Aur Dusre Logo'n Ko Bure Kamo Ke Karne Se Mana Kijye Apne Aap Ko Bhi Buraiyo Se Bachaye- 💐Shab-E-Barat Me Kasrat Se Nafil Namaze Padhe- 🌹Shab-E-Barat Me Darood Sharif Kasrat Se Padhye Meelad-E-Paak Padhye Ya Sunye Aur Huzoor Aqdas ﷺ Ki Baargaah Me Ziyada Se Ziyada Salat-O-Salam Ka Nazrana Tohfa Pesh Kijye- 💐Shab-E-Barat Me Zikr ALLAHﷻ Ki Majlis Munaqqid Kijye Aur Isme Shirkat Kijye- 🌹Shab-E-Barat Me Apne Gunaho Ko Yaad Karke Rona Chahye Kyu Ke Is Par Wada-E-Maghfirat Hua Hai Tauba-O-Astagfar Karna Chahye Aur Astagfar Ki Ziyadati Karni Chahye Girya-O-Zaari Aur Huzoor Akram صلى اللّٰه تعالىٰ عليه وسلم Ke Waseele Se Apne Liye Aur Apne Ahlo Ayaal Ke Liye Aur Tamam Musalman Mard-O-Aurat Ke Liye Dua-E-Maghfirat Karni Chahye ...

SHAB-E-BARAT KI NAWAFIL OR TASBIH

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 SHAB-E-BARAT KI NAWAFIL OR TASBIH 🥀* *بسم اللہ الرحمن الرحیم* *14شعبان المعظم 1441ھ* *_Shabe bara'at ibadat ka shedule_* *Bad Namaz-e-Asr* ♦ Ghuroob e aaftaab Se pehle : 100 martaba ِسُبحَانَ ﷲ وَبِحَمدِه سُبحَانَ ﷲِ العَظِیمِ padhen. Phir 41 martab لَا حَولَا وَلَا قُوَّۃَ اِلَا باِللهِ العَلِیِّ العَظِیم’ padhen. Phir 41 martaba ‘ُاَستَغفِر ﷲَ الَّذِی لَآ اِلٰهَ اِلاَّ هُوَ الحَیُّ القَیُّومُ وَ اَتُوبُ اِلَیهِ’ padhen. ‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾ *Baad Namaz-e-Maghrib* 🍀kul 6 Nawafil 2 darazi umr bilkhair 2 balaon wa bimariyo'n se hifazat 2 rizq me farawani wa tangdasti wa mohtaji se mehfuzi ke liye infiradi padhenge. 🍀 har 2 nafil ke salam ke bad 21 bar sureh ikhlas padhen YA har 2 nafil ke bad 1 bar sureh yaseen padhe... Agar us waqt na padh sake to isha ke bad 3 bar ikatthi padh len 🍀 Aakhir me dua-e-Nisf Sha'aban padhe *Baad Namaz-e-isha* 🍀Sureh Mulk ki tilawat 🍀Sureh dukhaan 7 martaba tilawat karen 🍀Sureh yaseen 3 bar padhne se t...

SHAB-E-BAR'AT WAHABIYO KE GHAR SE POST 0⃣4⃣🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

SHAB-E-BAR'AT WAHABIYO KE GHAR SE

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴  *🥀 SHAB-E-BAR'AT WAHABIYO KE GHAR SE 🥀* *➡PART :- 04* 🔄TEESRI SADI [ HIJRI ] MEIN AHLE MAKKAH KA SHAB-E-BARAAT ME IBADAT KARNA.... ✏Teesri Sadi Ke Mashhoor Muarrikh Imam Abu Abdullah Muhammad Bin Ishaaq bin Abbas Faakihi Makki (d. 275 Hijri) ne Apni Tareekh ki Kitab *“Akhbaar-e-Makkah”* mai ek BAAB (heading) baandha hai: ✒“Ahle Makkah Ka Amal 15 Shaban Aur Unka Mujaheda Us Raat Me Uski Fazeelat Ki Wajeh Se” ↕Fir likhte hain: ✏*“Aur Ahle Makka Zamana-e-Maazi se us din tak jab bhi pandhrawi (15) Raat ati Shabaan ki tamam Mard aur Aurat Masjid (Haram) Jate, Phir Namaz padhte aur Taw’aaf karte aur sari Raat Ibadat karte (zinda rakhte) Subah tak tilawat karte Masjid-e-Haram mein.* ✒Yahan tak k pura Quran Mukammal karte aur Namaz padhte.  Aur Unme se Baaz us Raat 100 Rakat Namaz padhte is tarah ke har Rakaat me Alhamdu Sharif ke baad Surah Ikhlaas 10 Martaba padhte, aur Zam-Zam ka paani lete aur us raat peete aur usse Ghusul karte …… ✏Is ke zarye is raat ki ...

SHAB-E-BAR'AT WAHABIYO KE GHAR SE

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 🥀 *SHAB-E-BAR'AT WAHABIYO KE GHAR SE 🥀* *➡PART :- 03* *🔲Imam Awzai Ka Fatwa Aur Shami Aimma Ka Wajeh Moqif Shaban Ki 15 Wi Shab Ki Ibadat Par...* ⚫Allama Ibn E Rajab Hambali(795hijri) Apni Kitab Lataif Ul Mua'arif Mai Imam Awzai Wa Aimmae Ahle Sham Amal Darz Karte Hai:- لا يكره أن يصلي الرجل فيها لخاصة نفسه و هذا قول الأوزاعي إمام أهل الشام و فقيههم و عالمهم و هذا هو الأقرب إن شاء الله تعالى 🔵"Ager Shab E Bara'at Mai Aadmi Akela Namaz Padhe Ye Maqrooh Nahi Hai Aur Ye Qaul Imam Awzai Jo Ke Ahle Sham Ke Aalim Aur Un Ke Faqih The Yahi Qaul Jyada Aqrab Hai InsaALLAH. و اختلف علماء أهل الشام في صفة إحيائها على قولين : أحدهما : أنه يستحب إحياؤها جماعة في المساجد كان خالد بن معدان و لقمان بن عامر و غيرهما يلبسون فيها أحسن ثيابهم و يتبخرون و يكتحلون و يقومون في المسجد ليلتهم تلك و وافقهم إسحاق بن راهوية على ذلك و قال في قيامها في المساجد جماعة : ليس ببدعة نقله عنه حرب الكرماني في مسائله و الثاني : أنه يكره الإجتماع فيها في المساجد للصلاة و القصص و الدع...

SHAB-E-BAR'AT WAHABIYO KE GHAR SE

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴  *🥀 SHAB-E-BAR'AT WAHABIYO KE GHAR SE 🥀* *➡PART :- 02* *🌌Afzal Tareen Raat Ke Mutalik Ahlesunnat Ka Moqif:-* 🌀"Ham Ahlesunnat Ke Nazdeek Sabse Afzal Raat Shab E Wiladat Un Nabi ﷺ Hai Yani Jis Shab Hamre Aaqa-O-Maula Tajdare Madina Rahate Qalbo Seena Huzoor ﷺ Is Dunia Mai Tashrif Laye.. ☀Hamare Nazdeek Shab E Wiladat Lailatul Qadr Se Bhi Afzal Hai Jaisa Ke Hamare Ulma E Salaf Ne Kaha Shaikh-E-Muhaqiq Shab Abdul Haq Muhaddish-E-Dehlwi Ne *'Ma Sabta Minas Sunnat'* Wa Allama Nabhani Ne Jawahir Ul Bihar Sharif Mai Kaha. 🌀Iski Mukammal Bahes  Allama Qastalani (Alehirrahma) 923hijri Ne Apni Mainaaz Kitab 'Al-Mawahib Ladunniya' Sharif Mai Ki Hai Aap Yanha Chek Kar Sakte Hai. ☀Aur Allama Shami (Alehhirrahma) 1252hijri Ka Bhi Yahi Fatwa Hai.... 🌀Allama Shami Ne 15 Wi Shaban Ko Shab E Eid Se Afzal Qarar Diya Hai Humare Pas Sari Qitabo ke Scan Moujud hai Jiske Pas Shaban Ki 15 Wi Shab Biddat Hone ki Mazboot Daleel hai Wo Aaye Aur Bat kare Scan Pa...

SHAB-E-BAR'AT WAHABIYO KE GHAR SE

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴  *🥀 SHAB-E-BAR'AT WAHABIYO KE GHAR SE 🥀* *➡PART :- 01* *🌠Shab E Qadr Ke Baad Afzal Tareen Raat Shab E Bara'at,🌠* ☀Allama Alauddin Ala Muttaqi Bin Hussamuddin Hindi Al Burhanfuri 975hijri Riwayat Naqal Karte Hai:- عن عطاء بن يسار قال : إذا كان ليلة النصف من شعبان نسخ الملك من يموت من شعبان إلى شعبان ، و إن الرجل ليظلم و يتجر و ينكح النسوان و قد نسخ اسمه من الاحياء إلى الاموات ما من ليلة بعد ليلة القدر أفضل منها ينزل الله إلى السماء الدنيا فيغفر لكل أحد إلا لمشرك أو مشاحن أو قاطع رحم ( ابن شاهين في الترغيب  ↕Tarzuma:- ☀Hazrat Ata'a Bin Yasir(Radiallahuanhu) Se Riwayat Hai Ke Jab Nisf Saban Ki Shab(Shab E Bara'at) Hoti Hai ALLAH TA'ALA Zindagio Ko Ek Saban Se Doosre Saban Tak Mansookh Karta Hai Aur Beshak Ek Insan Zulm Wa Jyadti Karta Hai,Aurton Se Nikah Karta Hai Aur Haqiqatan Us Ka Naam Zindo Se Mansookh Karke Murdo'n Mai Darz Kar Diya Jata Hai Aur Lailat Ul Qadr Ke Baad Is Raat Se Afzal Koi Bhi Raat Nahi Hai ALLAH TALA Is Raat Asman E Du...

FAZILAT-E-SHA'BAN POST 0⃣6⃣🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

FAZILAT-E-SHA'BAN 6⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 FAZILAT-E-SHA'BAN 🥀*              Part-06 🔸EK SAAL KE JADU SE MEHFOOZ🔹 ♦️Haqimul ummat mufti ahmedyaar khan naimi rahmatulah aleyhe farmate he.... 🟠sab-e-barat ki raat ko berry ke 7 patoo ko pani me garam karle jab pani nahane layak ho jaye to us se gusl karle InshaALLAH saal bhar jadoo mehfooz rahega 📘ISLAMI ZINDAGI-SAFA-134📘 ❓Kya app jante he❓ 🟠Tasweer Banane Walo'n Ki "Shab-e-Bara'at" Me Bhi Bakhshish Nahi Hogi. ..... ALAHUAKBAR 📘Fazayelul Awqaat, Part 1, Page 130, Hadees 27📘 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

FAZILAT-E-SHA'BAN 5⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 FAZILAT-E-SHA'BAN 🥀*              Part-05 ♦️“Hazrat Aboo Moosa Ash’ari RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Riwayat  Hai Ki...... 🌹RasoolAllah SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa ‘Aalihi Wa Sallam Ne Irshad Farmaya..... 🔸Allah Ta’ala Nisf Sha’ban Kee Shab Mutawajjih Hota Hain Aur Tamam Makhlooq Kee Bakhshish Farma Deta Hain Siwaaye Shirk Karne Waale Aur Keena Rakhne Waale Ke.” 📔📗📘📕📙📓📘 Ibn Majah Fi As-Sunan, 01/473, Raqam-1390 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

FAZILAT-E-SHA'BAN 4⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 FAZILAT-E-SHA'BAN 🥀*              Part-04 🔸“Hazrat Aaishah RadiyAllahu Ta’ala ‘Anha Farmati Hain.... ♦️Aik Raat Mein Ne Nabi SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa ‘Aalihi Wa Sallam Ko (Apne Bistar Par Na) Paaya To Talaash Me Nikli, Dekhti Hoo’n Ki Aap SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa ‘Aalihi Wa Sallam Baqi’ Me Aasman Kee Taraf Sar Uthaaye Huwe Hain..... 🌹Aap SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa ‘Aalihi Wa Sallam Ne Farmaya : Ayeh Aaishah ! Kya Tumhein Yeh Andesha Huwa Ki Allah Aur Us Ka Rasool Tum Par Zulm Karenge (Ki Mein Kisi Aur Biwi Ke Haa’n Chala Jaaunga) Hazrat Aaishah RadiyAllahu Ta’ala ‘Anha Farmati Hain Ki Mein Ne Arz Kiya.... 🔹Mujhe Aisa Koi Khayal Na Tha Balki Mein Ne Samjha Ki Aap Apni Kisi Ahliyya Ke Haa’n (Kisi Zaroorat Kee Wajah Se) Gaye Honge. 🌹Aap SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa ‘Aalihi Wa Sallam Ne Farmaya... 🔹Allah Ta’ala Nisf Sha’ban Kee Shab Aasmane Dunya Par Nuzool Farmata Hain Aur Banu Kalb Kee Bakriyon Se Bhi Ziyadah Log...

FAZILAT-E-SHA'BAN 3⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 FAZILAT-E-SHA'BAN 🥀*              Part-03   🔹Doosra Bada Gunaah Jo Shabe Baraat Me Maghfirat Ke Maane’ Hai Woh Ek Musalman Ka Doosre Musalman Se Kina Aur Bughz Rakhna Hai,  🔸Bughz-o Kina Aur Hasad Hai Nafsiyaati Bimaariya’n Hain Jo Insaan Ko Andar Hee Andar Khokla Kar Deti Hain.  🔹Yeh Dono’n Bura’iya’n Insan Ko “Zaati Aur Inferaadi” Taur Par Apni Lapet Me Leti Hain Phir In Se Woh Doosro’n Ko Shikaar Karta Hai.  ♦️Insaan Doosro’n Par Allah Ke Zaahiri Ina’aamaat Wa Ikraamaat Dekh Kar Apne Aap Me Hee Jalta Hai.  ♦️Ba’z Awqaat Yeh Haalat Use Daa’imi Nafsiyaati Mariz Bana Deti Hai Aur Us Se Badh Kar Yehi Hasad Aksar Awqaat Dushmani Aur Adaawat Me Badal Jaata Hai Jis Ke Li’e Insaan Ko’i Bhi Had Uboor Kar Jaata Hai.   ◼️Hasad Ke Mut’alliq RasoolAllah SallAllahu ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ka Yeh Farman Zabane Zade Aam Hai:        🌹“Hasad Se Bacho, Kyun Ki Hasad Nekiyo’n Ko Is Tar...

FAZILAT-E-SHA'BAN 2⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 FAZILAT-E-SHA'BAN 🥀*              Part-02 🔴“Allah Ta’ala Sha’ban Pandrahwi’n Shab (Logo’n Par) Zaroor Nigaahe Iltefaat Farmaata Hai Aur Mushrik Aur Kina Parwar Ke Siwa Apni Tamaam Makhlooq Ko Bakhsh Deta Hai.”  ♦️(3)Mazkoora Baala Ahaadith Me “Shirk” Aur “Kina Parwari” Do Aise Gunaho’n Ka Zikr Hu’a Hai Ki Jin Se Agar Khuloose Dil Se Tauba Na Kee Ja’e To Is Raat Bhi Allah Ta’ala Us Bande Kee Maghfirat Nahin Farmaata.         🔹Shirk Jise Qur’an Majid Me Allah Ta’ala Ne Shirk Ko Zulme Azim Aur Kabhi Na Bakhsha Jaane Waala Gunah Qaraar Diya.  🔹Hadithe Mubaraka Me Bhi Muta’addad Maqaamaat Par Shirk Ko Sab Se Bada Gunah Qarar Diya Gaya Aur Us Kee Nihaayat Shiddat Se Mazammat Farma’i.        🔛to be conti...🔛 ⏳SAVE & SHARE ⏳ 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

FAZILAT-E-SHA'BAN 1⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 FAZILAT-E-SHA'BAN 🥀*              Part-01 🌹“RasoolAllah SallAllahi ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya🌹 🔴 Allah Ta’ala Nisf Sha’ban Kee Raaat Nigahe Iltefaat Farmaata Hai.  🔴Chunanche Woh Mushrik Aur Bughz-o Kina Rakhne Waale Ke Siwa Tamam Ahle Zameen Ke Gunaaho’n Ko Bakhsh Deta Hai. 🔹(1)“Ba’z Riwaayaat Me Mushrik Aur Bughz Rakhne Waale Ko Aur Ba’z Me Mushrik, Daakoo, Waaldain Ke Naa Farmaan Aur Kina Parwar Ko Bakhsish Wa Maghirat Se Mustashna Qaraar Diya Hai.” ♦️(2)Ya’ni Yeh Aisa Gunaah Hain Ki Is Azim Raat Hain (Jis Ka Naam Wohi Dozakh Se Aazaadi Kee Raat Hai) Bhi Un Logo’n Ko Mu’afi Nahin Hoti. Lehaaza Raat Ke Aane Se Pehle Hee Aur Phir Is Raat Ko Sachche Dil Se Tamaam Gunaaho’n Se Tauba Karne Waale Ko Rahmate Ilaahi Kabhi Mayoos Nahin Karti.  🔛To be conti...🔛 ⏳SAVE & SHARE ⏳ 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

ᏚᎻᎪᏴ Ꭼ ᏴᎪᎡᎪᎢ KᏆ ᎻᎪQᏆQᎪᎢ POST 1⃣4⃣🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹