FAZILAT-E-SHA'BAN 5⃣
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 FAZILAT-E-SHA'BAN 🥀*
Part-05
♦️“Hazrat Aboo Moosa Ash’ari RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Riwayat
Hai Ki......
🌹RasoolAllah SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa ‘Aalihi Wa Sallam Ne Irshad Farmaya.....
🔸Allah Ta’ala Nisf Sha’ban Kee Shab Mutawajjih Hota Hain Aur Tamam Makhlooq Kee Bakhshish Farma Deta Hain Siwaaye Shirk Karne Waale Aur Keena Rakhne Waale Ke.”
📔📗📘📕📙📓📘
Ibn Majah Fi As-Sunan, 01/473, Raqam-1390
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें