🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 Shab-E-Baraat Mubarak 🥀*
*✏️ शबे_बरात आने वाली है लोगों के माफ़ी नामे शुरू हो गए हैं अगर किसी से माफी मांगना चाहते हो तो उस के रुबरु जाकर माफी मागें स्टेटस और फेसबुक पर नखरे करने से कुछ नहीं होगा आप अपने दिल में खूब अच्छी तरह से जानते हैं हमको किस से माफी मांगनी है फालतू के ड्रामें बनाने से और स्टेटस स्टेटस खेलने से कुछ फायदा नहीं*
*Sayyadi Sarkar A'ala Hazrat Alehi Raihmato Rizwan Ka Har Saal 14 Shaba'an Ul Muazzam Ko Baad Namaz E Asar Har Chote Badhe Afrad Se Muaafi Talab Farmaya Karte The Iss Liye Ye Faqeer Bhi Unke Iss Amal Ke Mutabik Tamam Aalam E Islam Se Muaafi Ka Talabgar Hai Lehaza ALLAH Azzawajal Ki Raza Ke Liye Aaj Tak Mujh Faqeer Se Jane Anjane Me Apki Koi Haq Talaf Ho Gayi Ho Ya Koi Baat Buri Lagi Ho To Mai Apse Muafi Ka Talabgar Hon Khudara Mujhe Is Ba Barkat Raat Se Pehle Muaaf Farmaye Mai Faqeer Group Admin Kai Bar Membars Ki Dil Aazari Kar Deta Hun Post Ki Wajha Se Kabhi Kisi Ko Dant Deta Hun Islah Ke Liye Agar Meri Wajha Se Kisi Ki Dil Aazari Hui Ho To Huzoor-e Akram ﷺ Ke Waste Mujhe Muaf Kar De Or Duawo Me Yaad Rakkhe Group Me Muafi Isliye Mang Raha Hun Kiyu Ki Mai Kai Logo Ko Janta Hun Par Un Taq Pahuch Nahi Sakta Is Group Me Kuch Member Saher (City) Ke Bahar Our Kuch Member Mulk (India) Se Bahar Rahete Hai Un Taq Mai Nahi Pahuch Sakta Is Liye Group Me Bhi Muafi Talab Karta Hun Jo Log Apne Dost Akarib Ke Pass Pahuch Sakte Ho Ya Phone Par Baat Kar Sakte Ho To Pahuch Kar Muafi Talab Kare Ye Amal Zyada Behtar Hai ALLAH HAFIZ*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*👏🏁 गदा ए फकीर रज़ा कादरी हनफी बरेलवी 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें