shab E Baraat Ki Haqiqat 14 Last post
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 SHAB E BARAT KI HAQIQAT 🥀*
*✅Part-14 (last part)*
*💝SHAB E BARAAT ME KINKI MAGFIRAT NAHI HOTI ?*
1⃣ MUSHRIK - Jo Allah Taala Kay Saath Apne Butho ki parashtish me mullawis hai.
2⃣ DIL ME BUGZ KINA HASAD RAKHNE WAALA
3⃣ Naa Haq Kisi Insaan Ka Katl Karne Waala
4⃣ Sharabi
5⃣ Maa Baap Ka Nafarmaan
6⃣ Takubbar Me Kapda Latkana Waala
7⃣ Chugulkhor - Geebat Karne Waala.
8⃣ Tasweer Banane Waala
9⃣ Badkaar - Badkaari Karne Waala
🔟 Kata’ye Talluk Karne Waala - Yaani Woh Jo Rishtedaro Se Rishta Todne Waala.
1⃣1⃣ Jadugar - wo insaan jo kaala Jaadu kare,
1⃣2⃣ Haatho Ki Lakeer Dekh Kay Mustakbil Batane Ka Dawa Karne Waala.
🖤*NOTE :* Upar Bayan Ye 12 Logo ka zikr humne Mukhtalif hadeeso se nikala hai jo upar bayan hochuki hawalo kay saath jisko ek jagah jama karke likha gaya hai.
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें